Header Ads Widget

moorti pooja in urdu idolatry meaning in hindi butcher meaning in hindi | moorti pooja in urdu | paigham e Nijat

Paigham e Nijat
moorti pooja in urdu idolatry meaning in hindi butcher meaning in hindi | moorti pooja in urdu | paigham e Nijat
moorti pooja in urdu idolatry meaning in hindi butcher meaning in hindi | moorti pooja in urdu | paigham e Nijat 


Toheed (Allah Aek He)
Allah Aek He Allah Akela He Koi Us ka Shareek Nahin Kainat Ka Zara Zara Usi ne khalq kia he Wo Azal se he Aor Abad Tak rage ga Us ke karnamoon me Us ka Koi Shareek Nahin Aor na Koi mosheer he Har Kam Apne Irade Aor Akhtiyar se Karta he



Toheed (Allah Aek He)
Allah Aek He Allah Akela He Koi Us ka Shareek Nahin Kainat Ka Zara Zara Usi ne khalq kia he Wo Azal se he Aor Abad Tak rage ga Us ke karnamoon me Us ka Koi Shareek Nahin Aor na Koi mosheer he Har Kam Apne Irade Aor Akhtiyar se Karta he

Toheed (Allah Aek He)
Allah Aek He to Tum Q Gumarahi me Aor Gairoon ki Pooja Aor Ibadat Karate Ho

Allah Ka Koi Shareek Nahin
To Tum Log Pathhroon Aor Lakdi ke Bane In Butoon (Moortiyoon) ki Pooja Q Karate Ho Jab K Allah Har Cheez Se Pak He Kia Kesi ne Khuda Ko dekha he ?
Han Agar Dekha to wo in Moortiyoon ki Tarah Dekhta Jo Bejaan Aor Bekar Jo Apne Ouper Bethhi Aek Makhhi Tak ko Nahin Bhaga Sakte itna to kamzor Nahin ho Sakta Khuda Jo pori Dunya ko banae Aor Makhhi ko bhi Bhaga na sake

Han Agar Khuda ko Kesi ne Nahin Dekha To Ye Moortiyaan Q Banai Aor Q Khuda Se Mansoob Karate Ho 

Allah to Har Cheez Se Pak jisam Se Pak Har Uzwa (Organs) Se Pak He

Balke Khuda wo Allah He jis ne Zameen Aor Asman Chand Tare chirind perind Paida kie Khuda hi wo Allah tandurust Aor Tawana he is ne Namrood (Jo khod ko Khuda kihlata tha) pe Chhote Chhote Machhroon Ka Azab Bheja 
Aor Phiroon (Jo khod ko Khuda kihlata tha Aor Zalim tha ) Us ko Darya e Neel me ese Garaq Kia ke wo Aaj bhi Dunya ke lie Misir (Egypt) me Nishan Ibrat Bana Howa he

Khuda hi wo Allah He Jo Koi Olad Nahin Rakhta Q K Us ka Koi Sani Ya Hamsar Ya Shareek Nahin
na wo Kesi Se Janna he Aor Na hi Us ne ko Kesi Janna he
Haqeeqi Khailq Aor Maalik Wo hi Allah he jis ke Qabze me ye Dono Jahan Hin 

Ae Gafil Aor Jahil Insan !

khuda ko Jan Le Aor us Haqeeqi khuda ko pahichan Le jis ne tumhare Bejaan jisam me rooh ( Aatman ) Bakhshi, jis ne tumhin Chalne K lie Per die, Aor sunane Ke lie Kaan , Aor Dekhane K lie Do do Aankhin di ,

Ae Insan !
Ab bhi Waqt he Allah ko Pahichan Le
in Bejaan Butoon (Moortiyoon) ke bajae Allah ke Dar pe jhuk Teri Dunya Aor Aakhirat Sawanr Jae gi

Allah Pak ne Kafir (but parast ( Moorti Pooja) Aor Moshrik ( Jo Allah K Barabar Kesi ko Samjhe Aor us ki Pooja kare) K Lie Allah ne Jahnuam ki Aag Ka wada kia he 
Han Agar Wo Marne Se pahele wo Toba Kar Le Allah ko Sacha Mabood Maan Kar Mosalman Ho Jae Us ke lie Hamesha Raahat Aor Jannat he Ye Allah Ka Wada He Inasan K Marne Ke Bad Poora Hoga 

Zara ye Gaflat ki Patti Apni Aankhoon Se Utar Kar Tareekh(History of Idolatry) Check Karin Koi kitab(books) Ya iInternet per check balke Aap ki Bhagavad Gita me Jo Haqeeqat wo bhi Nazar Aae gi Ke Hum Log Khod ko Jannum me Q Dhakel Rahe Hin

Aap Logoon me Aek ye Bhi Khami He K Jo Insan Koi Achha Kaam Karta he to Aap log Us ko kihte Hin K Aap Hamare Khuda Hin 
Aap ki Jahalat Ki Sab Se Bari Nishani ye he ke Aap us Aadmi ko Khuda Ka Darja de Bethate Hin Aor Jagah Jagah Us ki Moortiyaan Bana dete Hin 

Ye Mushrekoon ki Alamat He Aor Mushrik ko Kabhi Allah Muaf Nahin kare ga 

Post a Comment

0 Comments