Header Ads Widget

but parasti kab shuru hui moorti pooja in urdu murti pooja in hindi | murti pooja in urdu | paigham e Nijat

Paigham e Nijat
but parasti kab shuru hui moorti pooja in urdu murti pooja in hindi | murti pooja in urdu | paigham e Nijat
but parasti kab shuru hui moorti pooja in urdu murti pooja in hindi | murti pooja in urdu | paigham e Nijat 


but parasti ( moorti pooja) kub Aor kese shiru hoi wo Aaj hum Aap ko batain ge 


but parasti dar Asal Hazrat Idrees as ke 5 ke bete Wadd, Suwaa, Yaghoos, Yaaoq, Aor Nasar, the ye Hazrat Idrees as ke Nek Aor Aalim e Deen the Hazrat Idrees as ke Aasmaan pe Jane ke bad Deen ki Zemmedaariyan in ke Ouper Aagai (ye Allah ke wali the Allah ke Khas Bande the ) Khuchh Logoon ne Hassad me Aake In ko shaheed Kar dia toh Allah Pak Un Se Naraz Ho gaya Aor Un pe Qahat nazul kia toh wo log Moseebat me Mobtala hokar Pareshan the ke Itne me Shetaan (Iblees) Aek Buzrig ki soorat me Aake Un Logoon ko Wargalaya ( Bihkaya ) Aor Un ko kihne Laga Allah Tum Logoon Se Tab Raazi Hoga Jab Tak Tum Un Buzrigoon ki Moortiyaan Banao ge toh Allah Tum Se Raazi Hoga
Waqt Guzarne ke Saath Saath Un ke Olaadoon ke Zihin me bhi Shetaan Iblees ne ye Baat bitha di ke tumhare Aabaao Ajdaad in Butoon (Moortiyoon) ki Pooja karate the toh Un ke Zihinoon me ye Baat beth Gai Is Tarah Se but parasti Ka Aagaz Howa Aor Aaj us Jahalat ki wajah Se us Haqeeqi khuda e yakta Allah ko log bhula ke in Butoon ki Pooja me magan ho gae 
Hamaara Khuda Wahid he Ahad he Us ka Koi Shareek Nahin wo Akela He us ki Koi Olad Nahin Q K Us ka Koi Shareek ya Hamsar Nahin he 

Ae Insan 

Allah ko Pahichan Aor bhula de in Bejaan Butoon (Moortiyoon) ko Jo na Kesi ko noqsaan de Sakte Hin Aor na hi Koi Faida 
Bass ye Shetaan Iblees ki Ejaad he Aor kichh Nahin
Ae Gafil Aor Jahil Insan !
khuda ko Jan Le Aor us Haqeeqi khua ko pahichan Le jis ne tumhare Bejaan jisam me rooh ( Aatman ) Bakhshi, jis ne tumhin Chalne K lie Per die, Aor sunane Ke lie Kaan , Aor Dekhane K lie Do do Aankhin di ,

Ae Insan !

Ab bhi Waqt he Allah ko Pahichan Le
in Bejaan Butoon (Moortiyoon) ke bajae Allah ke Dar pe jhuk Teri Dunya Aor Aakhirat Sawanr Jae gi

Post a Comment

0 Comments

Verification: 635a0b3f8ea73970