Header Ads Widget

Imam Ali Raza AS Ka Akhlaq in Urdu| Husb e ikhlaq | Hazrat Imam Ali Raza a.s Ka Husb e ikhlaq in Urdu | paigham e Nij

Assalamualaikum Ya Ali Madad


Imam Ali Raza AS Ka Akhlaq in Urdu| Husb e ikhlaq | Hazrat Imam Ali Raza a.s Ka Husb e ikhlaq in Urdu | paigham e Nijat
 Imam Ali Raza AS Ka Akhlaq in Urdu| Husb e ikhlaq | Hazrat Imam Ali Raza a.s Ka Husb e ikhlaq in Urdu | paigham e Nijat 

Hazrat Salman Farsi a.s Ki Sar Zameen Me Koi Bhi Jagah Toos “Mashahad e Al Raza” Jesi Tool Tareekh me Shiaoon Ki Tawajah Ka markaz Nahin Rahi hai

Har Saal Karoron Insan Qareeb Aor door Se Hazrat Imam Ali ibn e Moosa Al Raza a.s Ki Qabar Mubarak Ki Ziyarat Ke lie Bari Aqeedat Se Aate Hin Aor shaoq Se is Raah me kaafi sarmaya kharch karate Hin Q K Allah ke esi Mahboob Bande ke haram me hazri Bhar ke Manaveeat Aor sakoon kamate Hin

Ae muhtaram zair!
Abhi Aap Karoron mahebooboon Aor Ashoqoon me Se Aek Hin Q K Allah Aap ko Mehrban Imam a.s ki Ziyarat Kane Ki tofiq tuhfah Aor Ata kiya hai

Beshak Aap Door Daraz Se Safar Te kar ke Aya hai Beshak Aap Safar ke Dukh Apni Jaan ke lie Khareef kar Chuka hai Lekin Jese hi Aap ki Nazar Ghareeb ul Watan Imam a.s ki Zareeh Par Pare gi Toh Bina Kisi Shak ke Aek Dam Shaoq Aor Muhabat ke Ansoon Aap ke Gaalon pe Jari Ho Jain Ge

Imam a.s Se Hamari Muhabat Ka Raaz

Min Nahin Janta K Aap Abhi Tak Khud Se Poocha Hai Ke Aap ki dil Q Ziyarat Ke lie Beqarar Hai?
Q Jab Aap Door Se Is Mazloom Aor Pardesi Imam a.s ki Gunbad Aor Bargah ki taraf Dekhta hai toh Be sakhtah Aap ke Ansoon Jari Ho Kate Hin

Jab Aap ki Nazar Mazloom Aor Ghareeb ul Ghurba Imam a.s ki Zareeh muttahir par parti hai toh Aap ko Q Dili Sakoon milta hai ?

Kujhe Para Nahin Ke Abhi Tak Aap ne khud Se ye poocha hai Ke Q Ye Chhote, Bare, Boorhe, Meer, Faqir, Pese Wale, Aor Ghareeb, Zair kese woh Mehrban Imam a.s ke Aqeedat mand Aor Ashiq Bane Hin

Kiya Aap ne khud Se poocha hai Ke Imam Ali ibn Moosa Al Raza a.s Se Hamari Muhabat Ka Raaz kiya hai

is Se pehle ke Gutago ke silsele ko Aor parhin kuchh Waqt khud soch wechar kar Aor Dekh ke is sawal Ka Aap Apne zehin ne Kon sa jawab de Rahe Hin 

Post a Comment

0 Comments